Sunday, January 22, 2023

apna mann ek mareez hai,

 apna mann ek mareez hai,

bechain se rahthaa hai
allah ek hakeem hai,
uski dua ek dava hai
karlo dua se iskee ilaaz,
hatao mann ke hairaaniya
apnee aap nikal jaayege,
tann ke saare pareshaaniya

No comments:

Post a Comment